Priya ne likha hai ye bhi:-
Happy birthday my bachha
apko duniya ki sabase sweet girl ho aur hum sab apko humesha khush dekhana chahate hai so aap humesha khush raha karo aur apko to pata hi hoga k rajveer apki smile pe fida hai to usko fida kiya karo afterall woh mujse jyada tumase pyar karata hai
lolz
ye baat kafi had tak sach sabit hoti hai dhani beby sahi bol rahi hu
lolz
ur BF devraaj wanna kiss u ha ha ha ha ha
love u so much dhanu bachha
keep smiling
many many happy returns of the day
No comments:
Post a Comment